Tuesday 27 March 2012

Bahar rut main ujaar raste


Bahar rut main ujaar raste thaka karo gay to ro paro ge
kisi se milne ko jub bhi Aadi sja karo ge to rp paro ge
tumhare wadon ne yar mujh ko tabah kiya hy
kuch is tarah se k zindagi main jo phr kisi se
dagha karo gey to ro paro ge
main janta hun meri mohabbat ujaar day gi tumhain b aisey
k chand raton main aub kisi se mila karo ge to ro paro ge
barasti barish yad rakhna
tumhain satayen gi meri ankhain  kisi wali k mazar pr tum
dua karo ge to ro paro ge

No comments:

Post a Comment